Un khwahishon ke majil ko dekhta hun..
Aur unme apni taqeer ki tasveer dundta hun..
Tu hin bata ae mere dost..
Us raat ke raaj ka dard aaj bhi kyun mei sahta hun..
Aur unki yaadon ke cheerag bujhaaye na bujhte
jinke aankhon ki raah aaj bhi takta hun
Wo khamoshi ka saya aaj bhi hai magar
Tab unki nigahon mei tha aaj yaadon mei
Yon sochte sochte mei kis raah chal deta hun
Kal hamne dekha roshan pyar ka
Aaj dard ishq ka mei hin sahta hun
Kabhi subah kabhi shaam bas yahin kud se puchta hun..
Ki kya Gunah hui hamse kyun khamosh huwe tum..
Kyun is raat mei bhi khayal ujalon ka mei karta hun !!
ss-gwgw
